Hum aapko batayenge aapke paas kya options hain, aur aapki madad karenge lenders se deal karne mein.
Sirf 10 second. Phir paanch chhote sawaal, jisme pachaas second lagte hain.
Aap kis rate par ho, aaj market mein kya mil raha hai, aur kitna bachaya ja sakta hai.
Options samjhaenge, aur lender se baat karne mein aapki madad karenge.
Haan. Consultation aur rate check, dono free hain. Agar koi achha option milta hai, uski fees call par hi saaf bata di jaati hai. Aapki permission ke bina kuch aage nahi badhta.
Nahi. Sirf baat karne ya options dekhne se CIBIL par koi asar nahi padta. Hard inquiry sirf tab hoti hai jab aap khud kisi lender ke paas apply karte hain, aur wo bhi sirf aapki permission se.
Sirf wayyco. Aapka number kisi lender, DSA ya third party ko nahi diya jaata. Unki taraf se aapko sirf ek call aata hai.
Zaroori nahi. Kai baar sabse sasta option aapke apne bank mein hi hota hai, jaise rate reset ya EMI plan badalna. Hum dono options compare karke batate hain.
Phir bhi baat karna faayde ka hai. Options kam ho sakte hain, khatam nahi hote. Hum saaf batayenge, aur agar abhi kuch nahi ho sakta toh kab try karna sahi rahega wo bhi bata denge.